Tez... A Emotional Movie Script. The story has been written completed.
The Respected
Bollywood Director & Producer Sir
Mumbai
Sir,
Tez…., Ye ek Shaant savbhaav ke insaan Aarav ki jindgi ki kahani hai .Aarav isi savbhaav ke karan apni jindgi me sab kuch kho chukka hota hai ,apne maan-baap ,bhai-bhehn sab kuch….. aesa uski 35 saal ki age me hota hai … jindgi ko itna jeene ke baad is umr me sab kho jana atyadhik peeda ka anubhav use karaata hai . apne dhukh ko is tarh chipaane ki koshish karta rehta hai ki kisi ko pata nahin chale ki use kitna dhukh hai ,itna dhukh sehne ke baad bhi uske chehre par ek tez chamkta rehta hai.
Is movie ki aadhi Script isi kahani ko lekar likhi gayi hai,…..Script 2:25 minute ki avdhi tak likhi gayi hai ,3 sad Songs ke liye isme sthaan choda gaya hai…, aur 2 Songs Love ki theam par aadharit kiye gaye hain.
Apni jindgi ke is utaar chadhaav me Aarav apna ghar vasaan bhul jata hai…. bhagvaan par fir bhi uska vishbaash tutataa nahin hai, yahi kaaran hota hai uske chehre ke Tez ka. Fir ek……….. din, bhagvaan uske saare dhukhon ko dheere-2 apni aor khinchne lagta hai... Uski jindgi me Sami Ladki ka aana hota hai …. Sami usse Pyaar karne lag padti hai …
Aarav ko apni jindgi me mile dhukhon ka gyaan hone lagta hai, har savaal ka jabaab use milta hi jata hai. Use Sami milti hai, jindgi ke saare sukh mil jate hain..,jabki Sami ek 25 saal ki vidhvaa hoti hai….
MORAL:- Har sthiti me bhagvaan par se vishvaash nahin khona chahiye …., bhagvaan aapke har savaal ka jabaab aapko dega
Tez ……Is Movie ki puri Script 2:25 minutes ki hai. Is ki puri kahani ke liye aap kabhi bhi Sampark kar sakte hain.
DHNYAVAAD
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
 |
Add caption |
SCRIPTS WRITER
manoj kumar
mob.no. 09805626001
No comments:
Post a Comment